सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Gulzar sahab shayari on love | Zindagi Gulzar Hai | Best shayari of Gulzar | Lockdown and Quarantine 2020

दोस्तों हमारे सबके पसंदिता शायर गुलजार साहब ने मोहब्बत पर खूब सारे अल्फ़ाज़ लिखे है। तो इस Lockdown में देखते है उनकी कुछ चुनिंदा शायरी..... ज़िन्दगी गुलज़ार है।


Gulzar sahab





1. Tum khoobsoorat ho isiliye ishq nahi kiya 
tumhari jagah koi aur bhi hoti to bhi itna hi pyaar karta

Gulzar sahab shayari on love | Zindagi Gulzar Hai



2. Mujhe fursat hi kaha hai tujh mein khamiyan dhundh saku
Pura din nikal jata hai teri khoobiyan sochte sochte

Gulzar sahab shayari on love | Zindagi Gulzar Hai


3. Jis din mohabbat jatani ho use
Us din kajal gehra lagati hai wo 

Gulzar sahab shayari on love | Zindagi Gulzar Hai



4. Unse mohabbat bhi kamaal ki hoti hai
jinka milna mukaddar mein nahi hota

Gulzar sahab shayari on love | Zindagi Gulzar Hai


5. Meri aankhein tere andar rehti hai
Maine tujhko tujhse behtar dekha hai

Zindagi Gulzar Hai


6. Tumhare bina jeena mushkil hai
Tumko ye batana aur bhi mushkil hai  

 Zindagi Gulzar Hai


7. Ishq karna hai to raat ki tarah karo
Jise chand bhi kabool aur uske daag bhi kabool

Gulzar sahab shayari on love | Zindagi Gulzar Hai


8. Ham ne aksar tumhari raahon mein
Ruk kar apna hi intazaar kiya

Gulzar sahab shayari on love | Zindagi Gulzar Hai

दोस्तों आपकी सबसे पसंदीदा शायरी हमें comment में बताये। इसके अलावा भी गुलज़ार साहब की शायरी जिसने आपको प्रसन्न किया वो भी हमें जरूर बताये।




टिप्पणियाँ